40+ Best Mirza Ghalib Shayari of All Time -- eachquotes



Ghalib was  great and most renowned poet and writer of Mughal era. The full name of him was Mirza Asadullah Baig Khan . He was born on 27 December 1779 in Agra . His grandfather came India after migration during the reign of Sah Alam ii .


 He had different views towards the society and other cultural and religious activities. A big contribution of him was that he made Urdu language beautiful ,easy and gave it life. He did not received any formal education but learnt Arabic, Urdu and Persian from his teacher called Mulla Abdussamad.


He had written many letters in urdu . These letters are very famous and also are studied by students and teachers in all over the world. He is famous for his ghazals written in Urdu and Persian. He was bestowed with the title of " Dabir-ul-Mulk " by Bahadur Shah Zafar 2. He was also honoured by  "Mirza Nisha ". 


Galib could not attain fame during his lifetime but became famous and popular when he was no more. The great influential poet Mirza ghalib was died in 15 February 1869 in Delhi.



40+ Best Shayeri  of Mirza Ghalib of All Time 



1).     Aa hi jaata vo raah par ghalib

          koi din aur bhi jiye hote





2) Mohabbat mein nahin  hai farq jiine aur marne ka...
Usi ko dekh kar jiite hain jis kafir pe dam nikle...



3) Ishq par zor nahin hai ye vo atish Galib
  Ki lagae  na lage aur bujhae na bane






4) Na tha kuchh to khuda tha kuchh na hota to khuda hota
Duboya mujh ko hone ne na hota main to kya hota.


5) Ranj se khugar hua  insaan  to mit   jaata hai ranj .... 

Mushkilen mujh par padi'n  itni ki asan  ho gaye'n





6) Rakhte ke tumhin  ustaad nahi'n ho galib
kahte hain  agle zamane  mein  koe Mir  bhi tha




7) Ham ko un se vafa ki hai ummid
Jo nahin  jante vafa kya hai





8) Maut ka ek din muayyan hai
Niind q  raat bhar nahi'n.  aati



9) Kab vo sunta hai kahani  meri
Aur phir vo bhi  zabani   meri

.





10) Phir usi  bevafa pe marte hain
    Phir vahi  zindagi  hamari  hai



11) Ishq ne galib nikamma kar diya

Varna ham bhi aadmi the kam ke..






12) Ishq se tabiat ne ziist ka maza paaya
Dard ki dava paai dard-e-be-dava paaya




13) Kaaba kis munh  se jaoge ghalib
Sharm tum ko magar nahin aati...






14) Puchta hain vo ki ghalib  kaun hai
Koe batlao ki ham batlaen  kya



15) Meharba'n ho kar bolalo mujhe chahe jis waqt.
Me gya waqt nhi hu'n k Aa bhi na sako'n






16) Mere pass se guzar ke mera haal tak na pucha 

Mai ye kaise maan jau k wo duur jake Roya........




17) Kitne shirin  hain tere lab ki raqib                Galiyan kha  ke be-maza na hua





18)Un ke dekhe se jo aa jaati hai muñh par raunaq
Vo samajhte hain ki bimar ka haal achchha hai.


19) Is sadagi pe kaun na mar jaae  a -khuda
Ladte hain  aur haath mein talvar bhi nahin






20).ham vahan hain jahan se ham ko bhi
Kuchh hamari khabar nahin  aati



21) Aa hi jaata vo raah par ghalib
Koi din aur bhi jiye hote






22) Hoga koe aisa bhi ki ghalib  ko na jaane
Shaer  to vo achcha  hai pa badnam bahut hai



23) Kahte hain jiite hain ummid pe log
Ham ko jiine ki bhi ummid nahin.....




24) Rone se aur ishq men be-baak ho gaye 

Dhoe gaye ham itne ki bas paak ho gaye




25). Tum salamat raho hazar baras
Har baras ke hon din pachas hazar





26) Bak raha huun junun men kya kya  kuch
Kuch na samjhe khuda  kare koe



27) Jaan tum par nisar karta hu'n
Main nahin janta dua kya hai 




28) Koe  virani si  virani hai

Dasht ko dekh ke ghar yaad aaya



29). Nikalna khuld se aadam ka sunte aae  hain lekin
Bahut beabro  ho kar tire kuche se ham nikle





30) Dil-e-nadan  tujhe hua kya hai
Akhir  is dard ki dava kya hai...



31)   kaun hai jo nahin hai hajat-mand
kis ki  hajat rava kare koe





32) . Jaan di di hui usi ki thi
Haq to yuun hai ki haq ada na hua.



33) main ne maana ki kuchh nahin ghalib
muft haath aae to bura kya hai..




34) Ya rab vo na samjhe hain na samjhenge miri baat
De aur dil un ko jo na de mujh ko zaban aur



35) Na sunogar bura kahe koe

      Na kaho gar bura kare koe







36) Aaj ham apni pareshani e ḳhatir un se
Kahne jaate to hain  par dekhiye kya kahte hain

37) Kya ḳhuub tum ne ghair  ko bosa nahin  diya
Bas chup raho hamare   bhi  munh men zaban hai..





38) leta  nahin mire dil-e-avara ki  khabar
ab tak vo janta hai ki mere hi paas hai



39) Lazim tha ki dekho mira rasta koe din aur
Tanha gaye Q ab raho tanhaa koe din aur...





40) Kaam us se aa pada hai ki jis ka jahan mein
Leve na koe naam sitam-gar kahe baghair





























































































Popular Posts